Language: [urd] | Urdu | Urdu |
Title: | Kitab-i Muqaddas | The Holy Bible in Urdu, Urdu Geo Version, Roman Script |
Abbreviation: | ID: URDGVR or urdgvr | |
Copyright © 2019 Urdu Geo Version |
The Holy Bible in Urdu, Urdu Geo Version, Roman Script
Ibtidā meṅ Allāh ne āsmān aur zamīn ko banāyā.
—Genesis 1:1
Dāūd kā zabūr. Rab merā charwāhā hai, mujhe kamī na hogī.
—Psalm 23:1
Pahle Allāh kī bādshāhī aur us kī rāstbāzī kī talāsh meṅ raho. Phir yih tamām chīzeṅ bhī tum ko mil jāeṅgī.
—Matthew 6:33
Kyoṅki Allāh ne duniyā se itnī muhabbat rakhī ki us ne apne iklaute Farzand ko baḳhsh diyā, tāki jo bhī us par īmān lāe halāk na ho balki abadī zindagī pāe.
—John 3:16
Aur ham jānte haiṅ ki jo Allāh se muhabbat rakhte haiṅ un ke lie sab kuchh mil kar bhalāī kā bāis bantā hai, un ke lie jo us ke irāde ke mutābiq bulāe gae haiṅ.
—Romans 8:28
copyright © 2019 Urdu Geo Version
Language: (Urdu)
This translation is made available to you under the terms of the Creative Commons Attribution-Noncommercial-No Derivatives license 4.0.
You may share and redistribute this Bible translation or extracts from it in any format, provided that:
Pictures included with Scriptures and other documents on this site are licensed just for use with those Scriptures and documents. For other uses, please contact the respective copyright owners.
2023-11-30
Last updated 2023-11-30